Hey Deenbandhu
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna

Jalao gyan jyoti mann mein prabhu apraadh chhama karna
Jalao gyan jyoti mann me prabhu apraadh chhama karna

Mai maya mein ulajh gaya tha jag ko hi sach samjha tha

Param satya ko bhool gaya apraadh chhama karna
Param satya ko bhool gaya apraadh chhama karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna
Mai balak murakh aagyani paake madhur nirmal vaani
Liya na tera naam kabhi aapraadh chhama karna
Liya na tera naam kabhi aapraadh chhama karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna
Dhan ne esa mann me kiya ghar bhoolgaya mann tann hai nashwar
Nahi kamaye punnya karam aapraadh chhama karna
Nahi kamaye punnya karam aapraadh chhama karna
Hey deenbandhu hey karuna sindhu sab pe daya karna
Jalao gyan jyoti mann mein prabhu apraadh chhama karna
Jalao gyan jyoti mann me prabhu apraadh chhama karna
Apraadh chhama karna apraadh chhama karna

No comments:
Post a Comment